Top 10 Most Popular Apps In India 2020

Top 10 most popular apps in india 2019
Top 10 Most Popular Apps In India
Hello Friends, Aaj Ke is post Top 10 Most Popular Apps In India 2020 me main aap ko 2020 ki top 10 application ke bare me bataunga jo india me sabse Jyada use ki Gayi. Doston in mein se Har application ka use aapne Kabhi Na Kabhi jaroor Kiya Hoga. aur yeah application Har Indian ke phone mein Jarur Milega.


1. Whatsapp Messenger

2020 ki report ke anusar India mein Logo Ne sabse Jyada WhatsApp Messenger ka use Kiya Hai. yeah Ek social networking app h jis ki madad se aap Kisi Se Bhi online chatting, video calling kar sakte hain. Yeah application Har Indian ki phone mein Jarur Milega.

2. Facebook messenger

WhatsApp Messenger ke baad India mein sabse Jyada logo ne Facebook messenger ka use kiya hai. yah Bhi social networking app Hai. jis ki madat se aap apne Facebook friend se online chatting, video calling, voice calling kar sakte hain. Ese ab tak 1 billion Se Bhi Jyada logo Ne download kar liya hai.

3. Share It

Yeah app 2020 ke report ke anusar 3th number par Aati Hai. Yeah application sharing application h. jis ki madad se aap ek mobile se dusre mobile mein photo, video, audio, file etc bhej sakte hain. Is application ko Chini company Ne Banaya tha. yeah application India mein Dheere Dheere popular Hote ja raha hai. Ise ab tak 1 billion Se Bhi Jyada logo Ne download kar liya hai.

4. Truecaller 

Truecaller Ek social networking app Ki Tarah hai. Yah application India mein ek do saal Mein Kafi Jyada popular Ho Gaya. iski madat se aap Kisi Ko payment kar sakte hain, call kar sakte hain, kisi ka live location Jaan sakte hain, aur us se chatting bhi kar sakte hain. Is application Ke Andar Bahut features di Gayi Hai Jis ki wajah se Yah logo ko Kafi Pasand aa raha hai.

5. Facebook

Yeah Ek social media app Hai Jise America Ne Banaya Hai. ISe Play Store par 1 billion Se Bhi Jyada logo Ne download kar liya hai. Is app ke through aap Kisi Ko Apna friend bana sakte hain aur us se baat kar sakte h Us ke post ko dekh sakte hain.

6. Uc browser

Uc Browser Google Chrome Ki Tarah Ek browser app h. Ese play store par ab tak 100 million Se Bhi Jyada logo Ne download kar liya hai, isliye yeah 6 number par Aata Hai. Iski Play Store par rating 4.5 hai.

7. Mx Player

MX Player video playing app h. jis ki madad se aap Kisi video ko dekh sakte hain. Ese ab tak 500 million log download kar chuke h. playstore par ab tak 4.5 ki rating ho chuki h.

8. Hotstar

Yeah ek entertainment app h. Is par aap online movie, sports, serials etc dekh sakte h. Ise Bharat ne banaya h. Play Store par ab tak ise 100 million Se Bhi Jyada logo ne download kar liya hai. Rating ki baat Mkare to ab tak Play Store par 4.5 ki rating h.

9. Instagram

Yeah application Facebook Ki Tarah hi ek se social media app h. Is par aap kisi ko bhi apna friend bana  sakte h. Ise ab tak playstore par 1 billons se bhi jayadh logo ne download kar liya h. Playstore par is ki rating bhi 4.5 ki h.

10. Jio Tv

Yeah application jio user ke liye hai. Is application ki madat se aap online har program dekhte hain Jo TV par dikhaya jata hai. Ise ab tak  100 millones se bhi jayadah logo ne download kar liya h.

Conclusion:- Top 10 Most Popular Apps In India 2020

Dosto, aaj ke is post me maine Top 10 most popular aap ke bare me bataya h jo 2020 ke report ke anusar sabse jayadh use kiya gya h. Umeed Karta Hoon Ki aapko yeah post Pasand Aaya hoga. Agar Pasand Aaya ho to ise Apne Dosto me Jarur share kare. Aur koi bhi Sawal ho to niche comment Karke Jarur Bataye.

Post a Comment

To be published, comments must be reviewed by the administrator *

Previous Post Next Post